JINDAGI me kabhi apne kisi
HUNAR pr GHAMAND mt krna,
qki PATTHAR jb pani me girta hai to
apne hi VAJAN se doob jata h..
Log Banaate Gye?
Hum Bantay Gye?
Kabhi Mazak?
Kabhi Tamasha?
Ishq Teray Baad Kisi Say Hua Hi nahi,
Aaye To Bohot Thay Apna Jism Laykar,
Par Teri Kasam Kisi Ko Chua Hi Nahi...
Aahsas Bohot Hoga Jab Hum Chalay Jayengay,
Rona Chahogay Lakin Ankho May Ansoon nahi Ayengay,
Sath Nahi Dega Koi To Aawaz Dena,
Hum Asman Par Bhi Hua To Laut Chlay Ayengay
मेरे दर्द ने मेरे ज़ख्मों से शिकायत की है,
आँसुओं ने मेरे सब्र से बगावत की है,
ग़म मिला है तेरी चाहत के समंदर में,
हाँ मेरा जुर्म है कि मैंने मोहब्बत की है।
होंठो की जुबान यह आँसू कहते है
जो चुप रहते है फिर भी बहते है
और इन आँसू की किस्मत तो देखिये
यह उनके लिए बहते है जो इन आँखों में रहते है
"Kabhi khud pe kabhi halat pe rona aaya, Baat nikli to har ek baat pe rona aaya"
“wahan tak toh saath chalo, Jahan tak saath mumkin ho”.
“Sabke dil mein baste ho tum, Haye kitne saste ho tum”.
“shikayat toh khud se hai, tumse toh aaj bhi Ishq hai”.
“Aur tu muskura kar ek dafa dekh le toh itna kaafi hai, yeh maine kab kaha ki aabaad karna mujhko”.
“Ek umar wo thi, jaadu par bhi yaqeen tha, Ek umar ye hai, haqeeqat par bhi shaq hai”.
“hone waale khud hi apne ho jaate hain, kisi ko keh kar apna nahi banaya jata”.
“Zyda acha hona bhi gunah hota hai, Pata hi nahi chalta ki loog Qadar kar rhe hain ya istemaal”.
“saath nibhaane waale, halaat nahi dekha karte”.
“Sukoon milta hai tere paas aakar jo milta kisi aur se nahi, Ishq hai ya kuch aur nahi maloom magar jo tujhse hai wo kisi aur se nahi”.