"Kabhi khud pe kabhi halat pe rona aaya, Baat nikli to har ek baat pe rona aaya"
“wahan tak toh saath chalo, Jahan tak saath mumkin ho”.
“Sabke dil mein baste ho tum, Haye kitne saste ho tum”.
“shikayat toh khud se hai, tumse toh aaj bhi Ishq hai”.
“Aur tu muskura kar ek dafa dekh le toh itna kaafi hai, yeh maine kab kaha ki aabaad karna mujhko”.
“Ek umar wo thi, jaadu par bhi yaqeen tha, Ek umar ye hai, haqeeqat par bhi shaq hai”.
“hone waale khud hi apne ho jaate hain, kisi ko keh kar apna nahi banaya jata”.
“Zyda acha hona bhi gunah hota hai, Pata hi nahi chalta ki loog Qadar kar rhe hain ya istemaal”.
“saath nibhaane waale, halaat nahi dekha karte”.
“Sukoon milta hai tere paas aakar jo milta kisi aur se nahi, Ishq hai ya kuch aur nahi maloom magar jo tujhse hai wo kisi aur se nahi”.